Suraj Hua Maddham

Suraj Hua Maddham Chaand Jalne Laga
Aasmaan Yeh Haay Kyon Pighalne Laga
Suraj Hua Maddham Chaand Jalne Laga
Aasmaan Yeh Haay Kyon Pighalne Laga
Main Thehra Raha Zameen Chalne Lagi
Dhadka Yeh Dil Saas Thamne Lagi
Oh Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyaar Hai
Sajna Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyaar Hai


Suraj Hua Maddham Chaand Jalne Laga
Aasmaan Yeh Haay Kyon Ki Pighalne Laga
Main Thehra Raha Zameen Chalne Lagi
Dhadka Yeh Dil Saas Thamne Lagi
Oh Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyaar Hai
Sajna Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyaar Hai


Hai Khuubsurat Yeh Pal Sab Kuch Raha Hai Badal
Sapne Haqeeqat Mein Jo Dhal Rahe Hain
Kya Sadiyon Se Purana Hai Rishta Yeh Hamara
Ke Jis Tarah Tum Se Hum Mil Rahe Hai

Yunni Rahe Hardam Pyaar Ka Mausam
Yunni Milo Hum Se Tum Janam Janam


Main Thehra Raha Zameen Chalne Lagi
Dhadka Yeh Dil Saas Thamne Lagi


Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyaar Hai
Sajna Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyaar Hai


Tere Hi Rang Se Yun Mein To Rangi Hoon Sanam
Paake Tujhe Khud Se Hi Kho Rahin Hoon Sanam
Oh Mahiya Main Tere Ishq Mein Haan Doob Ke
Paar Mein Ho Rahi Hoon Sanam


Sagar Hua Pyaasa Raat Jagne Lagi
Shole Ke Dil Mein Bhi Aag Jalne Lagi


Main Thehra Raha Zameen Chalne Lagi
Dhadka Yeh Dil Saas Thamne Lagi

Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyaar Hai
Sajna Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyaar Hai
Suraj Hua Maddham Chaand Jalne Laga
Aasmaan Yeh Haay Kyon Pighalne Laga
Sajna Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyaar Hai

Jalta Rahe Suraj Chaand Rahe Maddham
Yeh Khwaab Hai Mushkil Na Mil Sakenge Hum........