Maar Daala
Yeh Kiski Hai Aahat, Yeh Kiska Hai Saaya
Hui Dil Mein Dastak Yahan Kaun Aaya
Hum Pe Yeh Kisne Hara Rang Daala
Oh, Hum Pe Yeh Kisne Hara Rang Daala
Khushi Ne Hamaari Hamein
Maar Daala
Oh Maar Daala
Maar Daala, Haan Maar Daala
Hum Pe Yeh Kisne Hara Rang Daala
Khushi Ne Hamaari Hamein Maar Daala
Hamein Maar Daala, Hamein Maar Daala, Hamein
Maar Daala, Allah, Maar Daala, Allah, Maar Daala, Allah, Maar Daala
Na Chaand Hateli Par Sajaaya
Na Taaron Se Koi Bhi Rishta Banaaya
Na Rab Se Bhi Koi Shikaayat Ki
Na Rab Se Bhi Koi Shikaayat Ki
Har Gham Ko Humne Chhupaaya
Har Sitam Ko Haske Uthaaya
Kaanton Ko Bhi Gale Se Lagaaya
Aur Phoolon Se Zakhm Khaaya
Haan Magar Dua Mein Jab Yeh Haath Uthaaya
Oh Haan Magar Dua Mein Jab Yeh Haath Utaaya
Khuda Se Dua Mein Tumhein
Maang Daala
Oh Maang Daala
Allah, Maang Daala, Allah, Maang Daala, Oh
Hum Pe Yeh Kisne Hara Rang Daala
Khushi Ne Hamaari Hamein Maar Daala
Hamein Maar Daala, Hamein Maar Daala, Hamein
Maar Daala, Allah, Maar Daala, Allah, Maar Daala, Allah, Maar Daala
Maar Daala, Oh Maar Daala, Maar Daala Ho Maar Daala
Maar Daala, Maar Daala, Maar Daala, Maar Daala
